Saturday, May 28, 2011

Happy Birthday Harsha

Khuda kaise karoon shukriya iss din ke liye
Jis duniye tumhe dharti pe bheja hamare liye
Naa jaane kyon main intezaar kar raha tha
Shayad janmdin hai tumhara iss liye
Meri har ek dua hai teri lambi umr ke liye
Dil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis ke liye…
`
Agar yaad tumko na rahe apna janmadin
Check karte rahna yunhi apne mobile ka inbox hardin
Main kabhi na bhulunga apne yaar ka janmdin
Chahe woh ho mera akhri din
Aapko jaroor mera yeh msg. milega
Jispe likha hoga “mubarak ho aapko aapka jamdin”
`
Zaroor tumko kisine dil se pukara hoga,
Ek baar to chand ne bhi tumko nihara hoga,
Mayus hue honge sitare bhi us din,
Khuda ne jab Zamin par tumko utara hoga.
Janmadin Mubarak!
`
Ye din ye mahina ye taarikh jab jab aayi
Hum ne kitne pyaar se janam din ki mehfile sajayi
Har shamaa par naam kikh diya dosti ka
Is ki roshni mein chaand jaisi teri surat hai samayi

Saturday, May 21, 2011

Zamane se alag humne aapki sararat dekhi hai
Aapke dil mai maine khoob muhabbat dekhi,
Aap insan ho ya koi farishta,
aap ke pyar me maine rab ki ibadat dekhi.

Har kisi se alag aapki tasveer dekhi hai
Aap ke dil me mere liye jagah dekhi hai
Aap khud ka kuch maano ya na mano
humne aapme humari Takdeer dekhi hai